Naam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agarBe-iradah bhi muh se nikal jayegaRaah ki sang reze bikhar jayengeAhle bedard ka dil pighal jayegaAmna (ra) ki zara god bharne to doSare aalam ka naksha badal jayegaSunten hain ayaten but shikan ki khabarKufr iman ke saanche me dhal jayegaNaam-e-Ahmed ye wo naam hai jo agarBe-iradah bhi muh se nikal jayega
kya karu.n ke yaad aati he.n sunehri jaliyaa.ndil me.n ek halchal machaati hai sunehri jaliyaa.napni palko.n se unhe.n mai.n chumta hu.n der takdil me.n jab bhi jagmagati he.n sunehri jaliyaa.n
Sohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaarSohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaarSaani na koi Mere Sohne Nabi Lajpaal daLab ke le aawaan kittu Sohna Tere naal daShaana ondhiyaan uchiyaan te Rutba kamaal daLab ke le aawaan kittu Sohna Tere naal daSohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaar
dilo.n se gam mitaata hai muhammad naam aisa hainagar ujade basaata hai muhammad naam aisa haiunhi.n ke naam se paayi fakiro.n ne shahenshahiKHuda se bhi milaata hai, muhammad naam aisa haiunhi.n ke zikr se roshan, rute.n fir laut aati he.nnasibo.n ko jagaata hai muhammad naam aisa hai
Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke DinKhauf Se Har Kaleja Dahal Jayega Par Ye Naaz Unke Bande Ka Dekhenge SabTham Kar Unka Daman Machal JayegaHar Nazar Kamp Uthegi…………………
ya shah-e-bahr-o-bar ! ho karam ki nazarsab ki big.Di banaana tera kaam haiThokre.n khaa ke girna mera kaam haihar qadam par uThaana tera kaam hai
allah da naam laiye, maula da naam laiyeik pal na Gaafil hoiye, sub.h te shaam laiye
sarkaar ki aamad ! marhaba !dildaar ki aamad ! marhaba !rasool ki aamad ! marhaba !bolo noor ki aamad ! marhaba !huzoor ki aamad ! marhaba !yaaseen ki aamad ! marhaba !taaha ki aamad ! marhaba !
tanam farsooda jaa.n paara ze-hijraa.n, ya rasoolallah !dilam pazhmurda aawaara ze-'isyaa.n, ya rasoolallah !choo.n soo-e-man guzar aari, man-e-miskee.n ze-naadaarifida-e-naqsh-e-naa'lainat kunam jaa.n, ya rasoolallah !
वो शहरे-मुहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैंवहीँ घर बनाने को दिल चाहता हैवो सोने से कंकर, वो चांदी सी मिट्टीनज़र में बसाने को दिल चाहता है
नवाज़ा गया है मुझे इस तरह सेमुक़द्दर का मुझ को धनी कर दिया हैमैं अब और क्या माँगूँ अपने ख़ुदा सेख़ुदा ने मुझे अज़हरी कर दिया है
Darte nahi.n kisi se kabhi faatima ke laa'lkaise dare.n ! hai.n KHoon-e-'ali, faatima ke laa'lik doodh peete bachche ko qurbaan kar diyayu.n teer khaaya, teer ko hairaan kar diyataareeKH likh gae hai.n na.ee faatima ke laa'lDarte nahi.n kisi se kabhi faatima ke laa'l