Baraah Rabiul Awwal ke Din Abre Baharaan chhaae Mere Sarkar aaye Mere Sarkar aayeAamena Tere Ghar aa kar Jibreel payaam Yeh laayeMere Sarkar aaye Mere Sarkar aaye
Shahe Do Aalam Salaam AssalaamGaribon ke Hamdam Salaam AssalaamKaro door har gham Salam AssalamHar aankh hoke purnam salam AssalamShahe Do Aalam Salaam AssalaamGaribon ke Hamdam Salaam AssalaamRabb ne bade pyar se Meraaj mein kahaRehne do nalayn ko aa jaao Mustafa
Apne Malik ka Main Naam lekarBazm ki Ibtida kar raha hunYa Khuda Aabru rakh Meri TuTeri Hamdo Sana kar raha hunTu Jo chahe to ban jaye KismatMere Sajdon ki kya hai hakikatTeri Chokhat pe Sar ko jhuka karFarz Apna ada kar raha hunApne Malik ka Main Naam lekarBazm ki Ibtida kar raha hun
















