sarkaar aa rahe hai.n, sarkaar aa rahe hai.nsarkaar aa rahe hai.n, sarkaar aa rahe hai.nnoor-e-KHuda ne kya kya jalwe dikha diye hai.nseene kiye hai.n raushan, dil jagmaga diye hai.nun ki mahak ne dil ke gunche khila diye hai.njis raah chal diye hai.n, kooche basa diye hai.n
marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !naseeb chamke hai.n farshiyo.n keki 'arsh ke chaand aa rahe hai.njhalak se jin ki falak hai raushanwo shams tashreef laa rahe hai.nmarhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !marhaba ya mustafa ! marhaba ya mustafa !
falak ke nazaaro ! zamee.n ki bahaaro !sab 'eide.n manaao, huzoor aa gae hai.nuTho Gam ke maaro ! chalo be-sahaaro !KHabar ye sunaao, huzoor aa gae hai.n
rabi'unnoor aaya hairabi'unnoor aaya hairahe.n haatho.n me.n jhandiyaa.nchalo baante.n miThaaiyaa.njalaao mom-battiyaa.nsaje darwaaze khi.Dkiyaa.ngiraao jalne waalo.n ke -dilo.n par aaj bijliyaa.nzamee.n mahki, falak chamka haikaa'ba muskuraaya hairabi'unnoor aaya hairabi'unnoor aaya hai
allahumma salli 'ala sayyidina muhammadinallahumma salli 'ala sayyidina muhammadinallah salaamat rakhemeelaad manaane waalo.n koallah salaamat rakhemeelaad manaane waalo.n kosarkaar ki ulfat se imaa.n ko jagaae jaasab ahl-e-mohabbat ko deewaana banaae jaaallah salaamat rakhemeelaad manaane waalo.n koallah salaamat rakhe
rab ki rahmat ke talabgaar ! chalo, naa't pa.Dhe.naa gae sayyid-e-abraar, chalo, naa't pa.Dhe.ngar dawa kaam nahi.n karti to ik kaam karoTheek ho jaaega beemaar, chalo, naa't pa.Dhe.nun ke deewaane.n kahenge ye ba-roz-e-mahsharaa gae sayyid-e-abraar, chalo, naa't pa.Dhe.n
mausam suhaana huaa, nabi ka jab aana huaamere aaqa ke jalwo.n se raushan zamaana huaaqurbaan jaau.n mai.n ye bole jibreel-e-amee.nki sidra se bhi aage nabi ka jab jaana huaa
Gali Gali Saj Gayi, Shehar Shehar Saj gayaAaye Nabi Pyare Nabi, Mera bhi Ghar Saj gayaMarhaba Ya Mustafa Marhaba Ya MustafaMustafa se Pyar hai Dil se Ye Ikrar haiHar koi Milade Nabi karne ko Tayyar haiMarhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa
Aye Khatme Rusool Makki MadaniKonain mein Tumsa koi nahinAye Noore Mujassam Tuj jaisaMahboob Khuda ka koi nahinAusaaf to sab ne paaye heinPar husn me.n Tum sa koi nahi.nAadam se Janaabe Isa takSarkar ke jaisa koi nahin
Sahar ka Waqt tha Maasum kaliyaa.n Muskuraati thi.nHawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.nAbhi Jibreel bhi utre na the Kaabe ke mimbar seKe Itne me.n sadaa aayi hai Abdullah ke ghar seMubaarak ho Shahe har-do-saraa tashreef le aayeMubaarak ho Muhammad Mustafa tashreef le aayeMaula Ya Salli wa Sallim Daeeman 'abadan'Ala Habibi-k khairil Khalki Kullimi
roz-o-shab josh pe rahmat ka hai dariya terasadqe is shaan-e-saKHaawat pe ye mangta terahaath uTThe bhi na the aur mil gaya sadqa terawaah ! kya jood-o-karam hai, shah-e-bat.ha ! teranahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera
machi hai dhoom, payambar ki aamad aamad haihabeeb-e-KHaaliq-e-akbar ki aamad aamad haikiya hai sabz 'alam nasb baam-e-kaa'ba parki do-jahaan ke sarwar ki aamad aamad hai